Azadari MediaAzadari Media

Nohay

Qafla Ja Raha Hay Watan Kay Liye

Sachey Bhai

Qafla Ja Raha Hay Watan Kay Liye

Play & keep listening — more nohay queue up automatically.

Qafilay Jaa Raha Hai Watan Ke LiyeKarbala Mai Qiyamat Ka Aik Shor HaiQafilay Jaa Raha Hai Watan Ke Liye1- Koi Roti Hai Apne Jawan Laal KoRo Rahi Hai Koi Kam Sukn Ke LiyeApni Barbadiyon Ko Gawara KiyaKhoon Mai Dube Gullo Ka Nazara KiyaDei diya Fatima Ka Bhara GulistanKarbala Tere Ujre Chaman Ke LiyeQafilay Jaa Raha Hai Watan Ke Liye ×22- Asr-e-Zalim Kabhi Qaid Khana KabhiNok-e-Naiza Kabhi Taziyana KabhiKonci Thi Aziyat Jo Di Na GayiHar Jafa Thi Aseer-e-Mahn Ke LiyeQafilay Jaa Raha Hai Watan Ke Liye ×23- Jab Chale They Madiney Se Sab Sath TheyAun O Jaffar They Akbar They Abbass TheyJaa Rahi Hon Madiney Tou Koi Bhi NahinAb Musibat Faqat Hai Bahan Ke LiyeQafilay Jaa Raha Hai Watan Ke Liye ×24- Qabr-e-Qasim Se Hai Youn Mukatib PhuphiTeri Shadi Kuch Is Tarha Ban Mai HuiKoi Sehra Ka Bhi Phool Baqi NahinWarna Lei Jati Qabr-e-Hassan Ke LiyeQafilay Jaa Raha Hai Watan Ke Liye ×25- Koi Chaddar Na Thi Kasi  Bedaad ThiApne Bhai Ke Dafn o Kafn Ke LiyeQafilay Jaa Raha Hai Watan Ke Liye ×2Koi Roti Hai Apne Jawan Laal KoRo Rahi Hai Koi Kam Sukn Ke Liye

About Qafla Ja Raha Hay Watan Kay Liye

Qafla Ja Raha Hay Watan Kay Liye is a nohay recited by Sachey Bhai, from the album “Sada Rahey Ga Hussain Ka Gum”. Stream the full audio for free on Azadari Media, read the complete lyrics above, and keep listening — related nohay queue up automatically.

Explore more nohay by Sachey Bhai or browse the Nohay collection.

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More from Sachey Bhai