sada rahega hussain ka ghamye shor e giryan ye shor e matamsuni hui daastan e payhamek aah bankar ubhar rahi haiwo karbala ki sada e purnamsada rahega....uthay jo zilm o sitam ke jhonkesawaal ye tha ke kaun rokehussain ibne ali ke dar parjami hui thi nigaahe aalamsada rahega....bada jo hadh se ghuroor e baatiltadap utha phir hussain ka dilchala haram ko watan se lekarnidaye zainab banake parchamsada rahega....usoole fikr o amal ko modayazeediyat ke fasooh ko todahar ek dewaar e zulm dhaakarbana gaya deen ka qasre mohkamsada rahega....jafaon ka dil hila ke uthajo qabr e asghar bana ke uthajawan ki mayyat pe muskurakarbadal gaya fikre nasle adamsada rahega....sambhal ke tokay hamay zamanaguzar gaya daur taaziyanaba ghaur sunle jahan waaleab is alam ke hai paasban humsada rahega....na ruk saki hai na ruk sakegiaza e mazloom kya lutegidilon ki har ek dhadkano seubhar rahi hai sadaye matamsada rahega....
0:000:00
Lyrics
Open lyrics pageListen offline & build playlists
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.