Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Shaam Ko Qaidi Ban Kay Chali Hai

Nadeem Sarwar
0:000:00
Shaam ko qaidi ban kay chali haix3Pyaare Nabi Ki Pyaari NawasiShaam ko qaidi ban ke chali heSabr ki malka zehra ki pyaariSham ko qaidi ban ke chali hePyaare Nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali haix2Dekh rahi he koi to aaye, shaana pakar kar kaash bithaayex2Na he sawaari na he amaari, Shaam ko qaidi ban ke chali hePyaare Nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali haix2Bhaai bhateeje bhaanje bete, Saath watan se aayi thi lekarx2Haaye muqaddar aaj akeli, Shaam ko qaidi ban ke chali hePyaare Nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali haix2Beton ko sadqa bhaai pe karke, jisne kiye the shukr ke sajdax2Chhor ke tanha laash ko uski, Shaam ko qaidi ban ke chali hePyaare Nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali haix2Jiski kaneezein nikle na baahar, balwe mein laaye usko sitamgarx2Haaye ye ghurbat binte ali ki, Shaam ko qaidi ban ke chali hePyaare Nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali haix2Kitne hi qaidi jitney churaye, aaj woh bibi sar ko jhukaayex2Eik rida ki ban ke sawali, Shaam ko qaidi ban ke chali hePyaare Nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali haix2Socho woh manzarSarwar-o-Rehan, bhaai ho jiska waarise quranx2Kaise woh bibi ashk bahaati, Shaam ko qaidi ban ke chali hePyaare Nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali haix2

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay