Momino qissa e sadaat sunothaam kar dil ye meri baat sunokhoon se likhe huwe halaat sunoya zahra, ya zahra, ya zahra, ya zahra..(2)ya zahra, ali, ya zahra, ali, ya zahra, ali, ya zahraMomino qissa e sadaat sunothaam kar dil ye meri baat sunonoor e kaunain madina hai jaha'nek mahella bani hashim hai waha'nek mahelle ke ek ghar ka bayaa'njisse behtar nahi duniya mein makaa'ndeen o eemaan ke kirdaar ka gharpanjetan paak ke anwaar ka ghardukhtar e Ahmed e mukhtar ka gharfatima haider e qarrar ka gharlaadle..(3), inke hasan aur hussainaur do betiya'n thi noor e aynek kulsoom thi, ek baap ka zaynaur abbas dilo jaan ka chaynghar ye tha bayt e khudajisme qur'aa utraaur kis tarha lutainka rutba na zamana samjhaya zahra, ali, ya zahra, ali, ya zahra, ali, ya zahraKaisi mazloom magar thi zahrabaap ke ghum me bhi rone na diyahaq se mehroom kiya wa abataaaj bhi jiski lahad be saayajispe jalta huwa darwaza girahogayi pehlu shakista zahraqatl mohsin bhi hua wawailabaad e zehra wo ali ka giryamasjide..(3), kufa me phir shor uthahaaye haider pe chali teghe jafathi sada fusto be rabbil kaabaghar mein zehra ke qayamat thi bapasar se saaya jo uthaghar ye veeran huwathi yateemo ki bukahaaye baba, haaye baba babaya zahra, ali, ya zahra, ali, ya zahra, ali, ya zahra..(2)Baad e haider ye sitam aur huwakhoo'n mein shabbar ka janaza doobaaur phir deen jo mushkil mein ghiratab hussain ibn e ali ghar se chalakarbala jaise hi pohcha kunbaphir to kya zulm na sayyed pe huwamilke laakho'n ne unhe gher liyateen din pehle to paani na diyaaur phir..(3)maqtale sadaat sajaabhanje, bete, bhatija na rahana wo lashkar na alamadaar bachaasr se pehle wo halmin ki sadaachal gayi teghe jafakhoon bekas ka bahasar suwe naiza gayatan ko aghosh me zehra ne liyaya zahra, ali, ya zahra, ali, ya zahra, ali, ya zahra..(2)Aa gayi shaam e ghareeba'n haye hayeaur phir aag lagi khaime jaleghash se jab aabid e beemar utheqaidi kunbe ke wo salaar banehaaye sajjad ne kya kya dekhasar khule shaam me kunba dekhajashn darbaar mein hota dekhachoti hamsheer ka laasha dekhaqaid se..(3), chutke chale karbobalasab ka chehlum kiya matam bhi kiyaqafila jab ye madine pohchaab baya'n sarwar o rehan ho kyahaye matam tha bapajab ye zainab ne kahana rahi meri ridaamma mai aagayi bhai na rahaya zahra, ali, ya zahra, ali, ya zahra, ali, ya zahra..(2)
0:000:00
Lyrics
Open lyrics pageListen offline & build playlists
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.